SPACEXSTN

Welcome to the world of factual information about space and universe. I hope you read my articles and if you have any questions and also want any other information related to my articles then comment down in comments section and if you like my work then please subscribe, share and do follow.
".

What is solar system, FACT ABOUT SOLAR SYSTEM jupiter moon, planet saturn information,a star which have its own moon

1:GRAH OR CHAND PANI ME TER
SAKTE HAI:
Shani grah ka ek chand hai ,or uska naam (hyperion) hai.Vo chand soft jaisa dikhta hai.Lekin  amazing baat yeh hai ki iski density yaani ghanatva paani se bhi adha hota hai...E.G.Agar ham heyperion ko uske size jitne bath tub me dalenge to vo hyperion chand tehrega yaani float hoga.Shani grah bhi kuch aisa hi  grah hai sakht nahi hai,Lekin shani grah me gas bht jyada hi hai.or ham sab ko pata hai ki gas ka ghanatva ya density,paani ke ghanatva se kam hota hai.Agar ham shani grah ko bhi uske jitne paani me rakhenge to shani grah bhi tehrega.
Solar system

2:EK AISA CHOTA TARA(ASTEROID) JISKE PAAS KHUDH KA CHAND HAI:
Ham sabhi ko pata hai ki har grah ke paas unka khudh ka chand hota hai.E.G.Jupiter ke paas hai uropa naam ka chand,mars ke paas hai phobos naam ka chand.Vaise hi ek aisa asteroid hai jiska naam hai 243 IDA or uska khudh ka chand hai.,or us chand ka naam hai DACTYL.or sirf yeh asteroid hi nhi aise kam se kam 127 asteroid hai jinke paas unka khudh ka chand hai.

Click here:

3:ERIS:
Pluto grah ke sath sath ek or solar system me eris naam ka grah hai or vo puto se 3 guna jyada dur hai.Pluto solar system ka sabse chota grah hai.eris 3 guna jyada dur reh ke suraj ka chakkar lagata hai.Hamari prithvi ko ek chakkar lagane me ek saal lagta hai,vahi eris naam ke grah ko  suraj ka ek chakkar lagane me 559 saal lagta hai.hai na kaafi interesting vali baat.

4:GENYMEDE:
Vaise to jupiter  ke paas 67 chand hai.Genymede naam ka chand, jupiter ka sabse bada chand hai.agar genymede suraj ka chakkar lagata to vo chand smallest planet me nahi aata.genymede mercury se bhi bada hai 

5:V77-4104:
Suraj se sabse dur vala grah kon sa hai pluto, ya abhi maine bataya eris,lekin nahi .agar mae distance ke tor pe bolu  to pluto se dur hai charon naam ka grah fir uske baad hai makemake naam ka grah fir uske baad aata hai eris,lekin abhi khatam nahi hua hai.eris grah ke baad bhi sedma naam ka grah aata hai.iss grah ka orbit laal hota hai.Sedma ke baad aata hai V774104 iski khoj 13 october 2015 ko hui thi.yeh grah ek belt me rehta hai jisko ham oort cloud kehte hai.Or yeh grah eris se bhi 500 guna jyada dur rehta hai.or 500 guna jyada dur hoke suraj ka chakkar lagata hai.kam sa kam yeh grah 7,500,000,000,000 k/m dur reh ke suraj ka chakkar lagata hai.but yeh baat kisi ko nahi pata hai ki ye sab planet kaise bane hai.how they formed. 
The planets and the solar system
For more scientific facts,please follow my website.
Or science ke fact jaan ne ke liye mere website ko follow kare
Previous
Next Post »
satta king chart